Urdu poetry is like a vast ocean. Walking along its shores on the sands of time, I have gathered a few gems that I would like to share with you..
Tere Jane Ka Sabab :
Tere Jane Ka Sabab Nahi Poochen Ge Hum
Magar Le Jana Apni Yaden Bhi Jane Se Pehle
Har shakhs mein tazaad :
Chehray sajay sajay hain dil hain bujhy bujhy.
Har shakhs mein tazaad din raat ki tarha
Hum Dil Se Gaye :
Bahar rut main ujary raste :
Bahar rut main ujary raste
dekha karo gy to ro paro gy
kisi ko milne ko jab bhi Mohsin
saja karo gy to ro paro gay
tumhare wadon ne yar mujh ko
tabah kia hay kuch is tarah se
ke zindagi main jo phir kisi se
dagha karo gay to ro paro gay
main janta hun meri mohabbat
ujar de gi tumhain bhi aesay
keh chand raton main ab kisi
se mila karo gy to ro paro gay
barasti barish main yad rakhna
tumhain satain gi meri aankhen
kisi wali ke mazar pe jab
dua karo gy to ro paro gay…
Dukh Chupany ka hunar :
Kon deta hai Awaz :
Ja kisi or ka honey ki ijazat he tujhe :
Han Mujhe Rasm-e-mohabat ka saleeka hee nahi
Ja kisi or ka honey ki ijazat he Tujhe
Tum Bhi Likhogay Naam Mera :
Rait Par Baith Kar Behtay Huy Ashkoon Say
Tum Bhi Likhogay Naam Mera, Magar Mere Baad
Haya ki kahani :
Chalo phir say :
Chalo phir say muskuraya jaye
bina machis kuch logon ko jalaya jaye
Tum Ne Kya Soch Kar :
Ham Ne Tu Khud Se Intiqam Lya
Tum Ne Kya Soch Kar Mohabat Ki
Dekho har aankh barasti :
Choro bekaar hain sawan bhadoo’n
Dekho har aankh barasti hai yahan
Tum mai Wafa hoti tou :
Qasamain na utha :
Meri Wafa kay usay :
Mohabat amar nahin hoti :
Tumharay begair :
Jo tery shehr se :
Khamoshi se :
Kahan ka Ishq :
Meri Jaan hai wo :
Jan kar bhi wo :
Subah ka bhola :